26 January Hindi SMS
January 22, 2013 by shaheen
Filed under Republic Day SMS, SMS
Republic Day SMS
Zindagi hai kalpanao ki jang
kuch to karo iske liye dabang
jiyo shaan se bharo umaag
lahrao sabke dil me desh ke liye taranggg
Happy Republic Day
Adhikar milte nahi liye jate hain
Aazad hain magar gulami kiye jate hain
Vandan karo un senaniyon ko
Jo maut ko aanchal mein jiye jate hain
Happy Republic Day
Itni si baat hawao ko bataye rakhna,
roshni hogi chirago ko jalaye rakhna,
Lahu dekar ki hai jiski hifazat hamne,
aise tirange ko sada apne dil me basaye rakhna
Happy Republic Day
India ka ahtram kro
Jo shaheed ho chukay un ko yaad kro
ek baar phir se rashtr ki kamaan
Hum Indian apne haath main lainge
Aao.. 26 January kaa maan kare
Happy Republic Day
is desh ki laaj bachaye rakhna
hamne di hai jaan toh uska dhyan rakhna
aey mere dost ye din hamesha yaad rakhna
Desh vasiyo rakho vatan ki laaj rakhna
Happy Republic Day
Mere desh ka loktantra mahan hai.
Jisne sabko jine ka,
abhivyakti ka,
samanta ka haq diya.
Aao aise loktantra ka samman kare..
Aur apne adhikaro, kartavyo ka palan kare.
Aur apne gantantra ko celebrete kare.
Happy Republic Day
Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na greeting se,
Na gift se,
Aapko *Jashne Azadi Mubarak* direct dil se
Happy Republic Day
Azm-E-Vafa Mere Watan Ke Saath,
Meri Khushiyan Mere Watan Ke Saath,
Mera Khoon Paseena Watan Ke Naam,
Ye Jazbaa Mere Khaabon Ke Saath.
Happy Republic Day
UK dekha, USA dekha
aur dekha Japan
sabse achi apna vatan,
ho tumhe iska abhimaan
Happy Republic Day
aan baan shaan vatan ke naam par,
lakhon me ek hai vatan hamara
aey mere dost mubarak ho ye Republic day
tumhe vatan ke naam par
Happy Republic Day
Find more gold charms and other gold necklaces at Birks.com.

