tum roth jao mujh se aisa kabhi na karna.. main aik …
July 9, 2009 by admin
Filed under Miss You SMS
tum roth jao mujh se aisa kabhi na karna..
main aik nazar ko
tarso aisa kabhi na karna..
main poch poch haroo, so so sawal
karo,
tum kuch jawab na do, aisa kabhi na karna..
mujh se mil
kar hasna, mujhse mil kar rona,
mujh se bichar kar ji lo, aisa
kabhi na karna..
tum chand ban k rahna, main dekhta raho
ga,
kisi rooz tum na niklo aisa kabhi na karna..
tum chalay jao
gay, dekho ga tumhara rasta,
tum loot k na aao, aisa kabhi na
karna…
Find more gold charms and other gold necklaces at Birks.com.

